Kehne ko to aaj bhi Ishq hai mujhe tumse
Tere ishq mein doob Jane ke chaht aaj bhi hai muje
Chahe kisi aur se mohobbat ho yaa na ho muje
Chahe kisi aur se mohobbat ho yaa na ho muje
Par tere ishq mein faana hone ki chahat aaj bhi hai mujhe
Enjoy Every Movement of life!
Chor kar aya parivar aur yaar ko
Reh rha hu akela paane pyaar ko
Fir Pyaar ney bhi muhh mor liya
Humne bhi apna dil torr liya
Ab wapas mur nahe sakte
Aur kisi ke ho nahe sakte
Toh kaise btau dil ka ye haal mai
Yaron karke baitha hu haal apna behal mai
