Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaari esi nibha lena || hindi shayari || two line shayari
Munasib lage to humein apni yaadon mein samet lena
Karazdaar rahe hum aapke, mukammal yaari esi nibha lena…!
मुनासिफ़ लगे तो हमें अपनी यादों में समेट लेना…
कर्ज़दार रहें हम आपके, मुक़म्मल यारी ऐसी निभा लेना…!
Title: Yaari esi nibha lena || hindi shayari || two line shayari
Teh hota hai unka door jana || hindi shayari || best lines

Uche jinke naseeb huya karte hain..!!
Teh hota hai unka door ho jana
Jo dil ke bhut kareeb huya karte hain..!!
