Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi Hindi shayari || ab farak nahi padta
Ab fark nhi padta kon sath hai or kon nhi hai
Kyunki mene zindagi mein unhe bhi khoya hai
jinhe main apni zindagi mana krta tha
Title: Zindagi Hindi shayari || ab farak nahi padta
Mareeze-ishq || ishq shayari
Mareeze-ishq hain itna sataya na karo,
Hamare ishq ka mazak yun udaya na karo,
Iss ishq main to jaan bhi haazir hai hamari,
Magar mazaak main ise gawaya na karo.



