Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kaha milta hai samjhne wala || sad but true
Kaha milta hai ab koi samjhne wala
Jo bhi milta hai samjha ke chla jata hai🙌
कहाँ मिलता है अब कोई समझने वाला
जो भी मिलता है समझा के चला जाता है🙌
Title: Kaha milta hai samjhne wala || sad but true
Adhura Ishq shayari
Ek esa shaksh tha kiske pyar me meee bhi ghayal tha,
Arey tha kyu sunte ho adhuri ishq ki bate,
Tumhe to vahi ishq acha lagta hai jo pura ho,
Lekin vo ishq hi kya jo pura ho….
