Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Araam karo || 2 lines hindi shayari on life
Thoda sa chhup chhup kar khud ke liye bhi ji liya karo
koi nahi kahega k thak gaye ho araam karo
थोड़ा सा ..छुप छुप कर खुद के लिये भी जी लिया करो ..
कोई नही कहेगा कि थक गये हो आराम करों..
Title: Araam karo || 2 lines hindi shayari on life
Khamoshi || Hindi shayari || two line Hindi shyari
Dastak aur aawaz to kaano ke liye hai
Jo rooh ko sunayi de use khamoshi kehte hain..💯
दस्तक और आवाज तो कानों के लिए है,,
जो रुह को सुनाई दे उसे खामोशी कहते हैं…💯

