Skip to content

Khamosh hona hi raaji hai

 


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tumhe paane ki dua || love hindi shayari

Tumhe chaha to kya khata ki hmne 
Ek tere liye duniya bhula di hmne
Fir bhi tum rakhte ho sikayat hmse
Sajdo me tumhe paane ki dua ki hmne❣️

तुम्हे चाहा तो क्या खता की हमने
एक तेरे लिए दुनियां भुला दी हमने
फिर भी तुम रखते हो शिकायत हमसे
सजदों में तुम्हे पाने की दुआ की हमने❣️

Title: Tumhe paane ki dua || love hindi shayari


Khubsurti ka intehaa hain tu || love shayari hindi

Tujhe palko pe bithane ko jee chahta hai
Teri baho se lipatne ko jee chahta hai,
Khubsurti ka intehaa hain tu,
Tuje zindagi me basane ko jee chahta hai.

Title: Khubsurti ka intehaa hain tu || love shayari hindi