Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
duriyan || hindi shayari love
main ho jana chahti hu unse itni dur,
magar hu mai behad majboor
ki mujhme samaye hai vo aise
jaise chandani mein noor
Title: duriyan || hindi shayari love
Jab yaad aati hai || Love
Jab yaad aati hai…
Toh aankh bhar aati hai…
Tumse mill kr…
Zindgi khoobsurat nazar aati hai…
जब याद आती है…
तो आँख भर आती है…
तुमसे मिल कर..
ज़िन्दगी खूबसूरत नज़र आती है…
