hazaara jawaaba to changi hundi hai khamoshi
na-zaane kinne sawaala di ijjat rakh laindi e
ਹਜ਼ਾਰਾ ਜੁਆਬਾ ਤੋਂ ਚੰਗੀ ਹੁੰਦੀ ਹੈ ਖਾਮੋਸ਼ੀ,
ਨਾਜਾਨੇ ਕਿੰਨੇ ਸਵਾਲਾਂ ਦੀ ਇੱਜ਼ਤ ਰੱਖ ਲੈਦੀ ਏ !💯
hazaara jawaaba to changi hundi hai khamoshi
na-zaane kinne sawaala di ijjat rakh laindi e
ਹਜ਼ਾਰਾ ਜੁਆਬਾ ਤੋਂ ਚੰਗੀ ਹੁੰਦੀ ਹੈ ਖਾਮੋਸ਼ੀ,
ਨਾਜਾਨੇ ਕਿੰਨੇ ਸਵਾਲਾਂ ਦੀ ਇੱਜ਼ਤ ਰੱਖ ਲੈਦੀ ਏ !💯
Chandani bhi uske samne fiki pad jaye
Suraj ki roshni bhi uske samne halki pad jaye
Kya kru e galib uske chehre pr Noor hi aisa h
uski tareef m har alfaaz kam pd jaye 😍
चांदनी भी उसके सामने फीकी पड़ जाए
सूरज की रोशनी भी उसके सामने हल्की पड़ जाए
क्या करूँ ए ग़ालिब उसके चेहरे पर नूर ही ऐसा है
उसकी तारीफ में हर अल्फ़ाज़ कम पड़ जाए😍
Dil toh har roz toota hai,
Bas awaz nahi ati.
Cheeq toh har roz nikalti hai,
Bas sunayi nahi deti.
Ek safar hi toh hai,
Naya sabera – nayi umeed,
Naye rasta – nayi mushkil,
Phir raat – phir wahi halat.
Umeedien toh khwab mein bhi nahi ati.
Manzil toh har baar dur hoti hai,
Thakan bhi toh har roz hoti hai.
Bas musafir ruk nahi sakti.