Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
agar ruk jaaye || Maut hindi shayari
agar ruk jaaye meree dhadakan to ise maut na samajhana,
aksar aisa hua hai tujhe yaad karate karate…
अगर रुक जाये मेरी धड़कन तो इसे मौत न समझना,
अक्सर ऐसा हुआ है तुझे याद करते करते…
Title: agar ruk jaaye || Maut hindi shayari
yeh duniyaa hame gawara Shayari
Yeh duniya hume gawara nahi hai
Ab tu humara sahara nahi hai
Tu dekhti in ankhon mein ki
Ab inke bin guzara nahi hai
Bhut dil tode hain jinke lie ….
Ab voh shakhs bhi humara nhi hai
