Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zamane guzar gaye || Hindi shayari || life Hindi shayari
Ilmo aadab ke sare khazane guzar gaye,
Kya khoob the vo log purane guzar gaye
Fakat hai zameen pe logo ki bheed
Insaan ko maare zamane guzar gaye 🍂💯
इल्मो अदब के सारे खज़ाने गुजर गए,
क्या खूब थे वो लोग पुराने गुजर गए।
फक़त है जमीं पे लोगो की भीड़ ,
इंन्सा को मारे जमाने गुजर गए।🍂💯
Title: Zamane guzar gaye || Hindi shayari || life Hindi shayari
duriyan || hindi shayari love
main ho jana chahti hu unse itni dur,
magar hu mai behad majboor
ki mujhme samaye hai vo aise
jaise chandani mein noor
