Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Meri wafa ki kadar na ki || sad hindi shayari
Meri wafa ki kadar na ki
Apni psand pe aitbaar kiya hota🤷
Suna hai vo unki bhi na hui
Mujhe shod Diya tha to use to apna liya hota🙂
मेरी वफा की कदर ना की
अपनी पसन्द पे एतबार किया होता🤷
सुना है वो उनकी भी ना हुई
मुझे छोड़ दिया था तो उसे अपना लिया होता🙂
Title: Meri wafa ki kadar na ki || sad hindi shayari
Sad hindi heart broken shayari || vo hame

or hum nadaan unki khushi ke liye
istemaal hotey rahe
vo karte rahe raat bar
kisi aur se baate
aur hum bekhabar unki
yaado ko takkiya bana kar
saote rahe
