Khuli kitab he ye jindagi…
Sirf tera nam likha he isme…
Khuli kitab he ye jindagi…
Sirf tera nam likha he isme…
Log kehte hain ke unhe gulab ki Khushboo har fool se Achhi lagti hai!!!!
Par koi hamare dilse pooche hame toh aapke jism ki khushboo uss gulab se Bhi achhi lagti hai❤️❤️🌹🌹
-Mohammed Arman
Thaam loon tera hath is kadar ki sansein juda na ho 🥰
Mohobbat ho charo taraf aur koi khuda na ho 😍
Lakeere tere naam ki mere hathon mein ho ya na ho 😊
Rahe jism bhi alag par rooh juda na ho… ❤
थाम लूं तेरा हाथ इस क़दर की सांसे जुदा न हो, 🥰
मोहब्बत हो चारों तरफ और कोई ख़ुदा न हो, 😍
लकीरें तेरे नाम की मेरे हाथों में हो या न हो,😊
रहे जिस्म भी अलग पर रूह जुदा न हो…❤