Zindagi tere naam likhi hai dil ke safar mein,
Har lamha tu saath ho, toh kya baat hai guzar mein.Muskurahat teri roshni hai andheron ke sheher mein,
Tere bina lagta hai kuchh adhura har nazar mein.Khwaab teri baahon ke, sach ban jaaye har shaam,
Bas itna hai armaan… zindagi ho tere naam…..~vaishnavi!!
Mera wajood jab tuje chubhne laga tha
Mera dil jab tujhey khilona laga tha
Mera hath thamna jab tuje mushqil laga tha
Main waheen bikhra pada tha kaheen
jahan
kisi aur ka hath tham ke tuje rukna pada tha💔
मेरा वज़ूद जब तुझे चुभने लगा था
मेरा दिल जब तुझे खिलौना लगा था
मेरा हाथ थामना जब तुझे मुश्किल लग था
मैं वही बिखरा पड़ा था कहीं यहां
किसी और का हाथ थाम के तुझे रुकना पड़ा था💔