Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobbat se haare || Urdu Ghazal or Shayari
MUQADDAR SE BHI IS QADAR HAARE HUE HAIN HUM KE BAS…….
OR WO HAMAIN ISI DAULAT SE MAALAA MAAL SAMAJH BAITHAIN HAIN
مقدّر سے بھی اس قدر ہارے ہوئے ہیں ہم کہ بس۔۔۔۔۔۔۔۔
اور وہ ہمیں اسی دولت سے مالا مال سمجھ بیٹھے ہیں
Title: Mohobbat se haare || Urdu Ghazal or Shayari
Yaaddashat || two line Hindi shayari
Yaadasht ka kamzor hona utni bhi buri baat nhi,
Bade bechain rehte hain vo log jinhe har baat yaad rehti hai 💯
याददाश्त का कमजोर होना उतनी भी बुरी बात नहीं,
बड़े बेचैन रहते हैं वो लोग जिन्हे हर बात याद रहती है।💯
