Skip to content

Unki mohobbat || love hindi shayari || best shayari

Unki Mohobat ke nishaan baaki hai
Naam lub pr hai aur jaan baaki hai
Kya hua agr dekh kr muh fer lete hai
Tassalli hai ki shakal ki pehchaan baaki hai❤

उनकी मोहोब्बत के निशान बाकी है
नाम लब पर है और जान बाकी है
क्या हुआ अगर देख कर मुँह फेर लेते हैं
तस्सली है की शक्ल की पहचान बाकी है❤

Title: Unki mohobbat || love hindi shayari || best shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nigahein mili tumse || two line Hindi shayari || love shayari

Nigahein mili tumse
Jaise chand aur doobta suraj🙈

निगाहें मिली तुमसे
जैसे चाँद और डूबता सूरज🙈

Title: Nigahein mili tumse || two line Hindi shayari || love shayari


Hamko naa mile wahi toh pyar hai || hindi love shayari

Tumse dur hone ka ghum itna hoga socha nahi tha,
Hum bhi itne kamzor hain pata nahi tha.
Kaise itni jaldi kamzori ban gaye,
Milne se pehle hi zindagi bhar ka ghum de gaye.
Pehli baar mehsoos ki hai aisi khoobsurti,

Apni awaz se hi badal di humari duniya,
Kya pata agar mulaqat hoti,
Toh hamari kismat hi badal jati.
Dekho kitne majboor hain hum,
Dosti hamari thi, Dard bhi hamare hain,

Duri hamari thi, saza bhi hamari hai.
Galti bhi hamari thi, faisle bhi hamare hain.
Asal sapna toh tumse milkar dekha,
Jab ankhein khuli toh pata chala,
Jo noorani hai, wahi toh khwab hai,
Jo humko nahi mila wahi toh pyar hai.

Title: Hamko naa mile wahi toh pyar hai || hindi love shayari