Skip to content

KHUSHAAMDEED

Dostoo !! Khusiyaan nu khushaamdeed kehna sikho zindagi apne aap fulaan vargi ho jawegi

Dostoo !!
Khusiyaan nu khushaamdeed kehna sikho
zindagi apne aap fulaan vargi ho jawegi


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nikalta chand || Shayari hindi

Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…

Title: Nikalta chand || Shayari hindi


Aapke bina udaas hai zindagi || Hindi shayari

Adhoore milan ki aas hai Zindagi
Sukh-dukh ka ehsaas hai Zindagi
Fursat mile toh khwabon mein aaya karo
Aapke bina badi udaas hai Zindagi❤️

अधूरे मिलन की आस है ज़िन्दगी
सुख दुख का अहसास है ज़िन्दगी
फुर्सत मिले तो ख्वाबों में आया करो
आपके बिना बड़ी उदास है ज़िन्दगी❤️

Title: Aapke bina udaas hai zindagi || Hindi shayari