Ek waqt tha jab hmari batein hi khatam nhi hoti thi
Aur ek waqt hai jab hmari baat bhi nhi hoti hai 💔
एक वक्त था जब हमारी बातें ही खत्म नही होती थी
और एक वक्त है जब हमारी बात भी नही होती है।।💔
Aas lagi rehti hai apse milne ki har pal
na jane kab khatam hongey judayi ke yeh pal
bina didar ke aapke ess dil ka bazar kahan sajta hai
chale jayo jis bhi gali har kinara viran sa lagta hai
mil bethengey ek din sath woh din kahan kitna door hai
chaltey ja rahe hai raste par bina khoof ke aisaa tere pyar ka surror hai.