
Maapeyan bin na koi naam lai hove
kidre nilami howe sath nibhaun wali
Prava te yaara bin na kuch keh hove

Aap ki muskurahat ne hamara Dil chura liya😊…..
Apki baaton se lagta nahi tha ki aap aysi hai…………………….
Ji haa……..
Apki baaton se lagta nahi tha ki aap aysi hai………..
Na jane kab apne iss pathar dil ko Kamal ka fhul bana diya❤️…..
आपकी मुस्कुराहट ने हमारा दिल चुरा लिया😊…..
आपकी बातों से लगता नही था की आप ऐसी है…………………….
जी हां……….
आपकी बातों से लगता नही था की आप ऐसी है……
न जाने कब आपने इस पत्थर दिल को कमल का फूल बना दिया❤️…
Teri yaadon main hum aise khoye
Kab tu hame chhod gayi aur hum akele ho gaye
Tune Hume sambhal ne ka mauka Tak nahi diya
Ham se hamari khushiyon ka haq bhi tune chhin liya
Meri jaan,meri zindagi tujhpe hamesha hain Fida
Tere bin hum apni duniya main ho chuke hain gumshuda
Dua hai rab se Laut aa hamari zindagi main phirse
Jee uthenge dobara hum tere pyaar ki ehsaas se