Enjoy Every Movement of life!
😌 raat ki neend udi, na din mein soya jata hai
Zindagi ka dastoor hai, mere dost
Kuch paane ke liye kuch khoya jata hai 🙂🙂
😌 रात की नींद उड़ी, न दिन में सोया जाता है।
जिंदगी का दस्तूर है , मेरे दोस्त,
कुछ पाने के कुछ खोया जाता है।🙂🙂
Jo asani se har jaaye voh hum nhi. Dukh to bhot hai zindagi mei, par kisi dukh mei voh dam nhi, Kho chuki hu bhot kuch iss nayab si zindagi mei, Chalo iss baat ka b gum nhi. Jo kuch bhi paya hai ab tak voh kisi khazaane se kam nhi.
-Saidk
