
aapne parivar nu nahio chlayida
jhoothiyaan khushiyan den naalo
bacheyan nu jeevan jeena sikhayida

“Mein shabd tum awaaz Bano jo adhura hai wo saaz Bano”
Badi mushkil hoti hai iss duniya mein dil ki gehrayion ko samjhne mein tum wo mere dil ki awaaz bano
Meri mehfilo ki chahat, mujhe itna door le aayi hai..
Ke mehfilein talash karne mein, apno se dooriyan badh aayi hain..
Ab na apne hain na mehfilein, bas mein aur meri tanhaai hai..
Ab jate huye vapis dar lagta hai, ek taraf kua aur ek tarf khaayi hai…
मेरी मैहफिलों की चाहत, मुझे इतना दूर ले आई है..
कि मैहफिलें तलाश करने में, अपनों से दूरियां बढ़ आई हैं..
अब ना अपने हैं ना मैहफिलें, बस मैं और मेरी तनहाई है..
अब जाते हुए वापस डर लगता है, एक तरफ कुआं और एक तराफ खाई है….