Kisi ki aadat padne mea
waqt nhi lgta,
Likin use bulahane mea
poori zindagi kam pad jati hea..!!
SIDHU…
Enjoy Every Movement of life!
Kisi ki aadat padne mea
waqt nhi lgta,
Likin use bulahane mea
poori zindagi kam pad jati hea..!!
SIDHU…
pyaar mein mere sabr ka imtehaan to dekho,
vo meree hee baanhon mein so gae kisee aur ke lie rote rote…
प्यार में मेरे सब्र का इम्तेहान तो देखो,
वो मेरी ही बाँहों में सो गए किसी और के लिए रोते रोते…
Bin Badal Barsaat Nahin Hoti
Suraj Doobe Bina Raat Nahin Hoti
Ab Kuch Aise Haalat Hain Hamare Ki
Aapko Dekhe Bagair Din Ki Shuruwat Nahin Hoti…❤️🧿