Enjoy Every Movement of life!
Tere aankhon se bahein ek ek qatre ki qeemat
iss jahaan ki saari daulat bhi nahi chuka sakti ke
tere labon pe muskurahat ye puri qainaat khareed sakti hai.
Wo khud tumse kuch kahe tabhi kuch maanna zaruri nahi !
Wo tumse kuch na bhi kahe tab bhi sabkuch tum maan hi lena !
वो खुद तुमसे कुछ कहे तभी कुछ मानना ज़रूरी नहीं
वो तुमसे कुछ न भी कहे तब भी सब कुछ तुम मान ही लेना..
