Skip to content

kitanee khoobasoorat ho || Yaad Hindi shayari

kitanee khoobasoorat ho jaatee hai duniya,
jab koee apana kahata hai kee tum bahut yaad aa rahe ho..

कितनी खूबसूरत हो जाती है दुनिया,
जब कोई अपना कहता है की तुम बहुत याद आ रहे हो..

Title: kitanee khoobasoorat ho || Yaad Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Wo pyaar udar deta hai || sad hindi shayari

Sad hindi shayari ||Sunna tha wo saks sabhi ko pyaar deta hai,
Jis se baat karta hai usse mohabbat udaar deta hai,
us se milne wale sare log karazdar ho gye,
Phele se hi tute hue the hum,
Us se mile toh hum aur barbaad ho gye...
Sunna tha wo saks sabhi ko pyaar deta hai,
Jis se baat karta hai usse mohabbat udaar deta hai,
us se milne wale sare log karazdar ho gye,
Phele se hi tute hue the hum,
Us se mile toh hum aur barbaad ho gye…

Title: Wo pyaar udar deta hai || sad hindi shayari


Kyon Log Badal Jaate Hain


Tarsate The Jo Milne Ko Humse Kabhi,
Aaj Wo Kyon Mere Saaye Se Katraate Hain
Hum Bhi Wahi Hain Dil Bhi Wahi Hai,
Naa Jane Kyon Log Badal Jaate Hain!

Title: Kyon Log Badal Jaate Hain