Kitna Badlun Khud Ko Tere Liye,
Kuch To Mere Andar Mera Rehne De!
Enjoy Every Movement of life!
Kitna Badlun Khud Ko Tere Liye,
Kuch To Mere Andar Mera Rehne De!
Suno…
Tumhaare shaher ki raat ka… Tanhaa sitaara hoon…
Mujhe bujhaa kar… Sar-e-shaam kya jalaawongi…
Jaana…
Kya kahaa…? Aapko bhi shayri pasand he meri…?
Agar ho gayaa ishq… To kahaan jaawongi…?
Zid to motiyon ki hoti hai bikhar jane ki
Humne to dhage mein apne mohobbat piroya hai…❣️
ज़िद तो मोतियों की होती है बिखर जाने की
हमने तो धागे में अपने मोहब्बत पिरोया है…❣️