Skip to content

Kive badalaan me || Sad bewafa status

Kive karan me khud nu
tere pyar de kabil
jad aadataan badalaan me
teriyaan shartaan bada jandiyaan ne

ਕਿਵੇਂ ਕਰਾਂ ਮੈਂ ਖੁਦ ਨੂੰ
ਤੇਰੇ ਪਿਆਰ ਦੇ ਕਾਬਿਲ
ਜਦ ਆਦਤਾਂ ਬਦਲਾਂ ਮੈਂ
ਤੇਰੀਆਂ ਸ਼ਰਤਾਂ ਬਦਲ ਜਾਂਦੀਆਂ ਨੇ

Title: Kive badalaan me || Sad bewafa status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ladka hona bhi khan itna aasan hai

Agar betiyan naseeb se to Bete bhi duaaon ke saath aate hai apni aashaon ko rakh kar alag pehle faraz nibhate hai Bete se pita tak ka kirdaar vo bakhubi nibhaye fir bhi kabhi bura pati to kabhi beta bura kehlaye parivaar ka bhar kandho par liye chlata hai kamyaab hote hote na jaane kitni baar fislata hai roye to kamjor na roye to pathar dil do tarfa samaaj me jeena hai mushkil man me zimmedari ka bhoj chehre par muskaan hai ladka hona bhi khan itna aasan hai….ladka hona bhi khan itna aasan hai💙

Title: Ladka hona bhi khan itna aasan hai


Dedication 💫 || English quotes || motivation quotes

If you can’t stop thinking about it don’t stop working for it.

Title: Dedication 💫 || English quotes || motivation quotes