Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Gidiye ke seene me dil || sad 2 lines
Samaj ko dikhane or Khelne k liye layi hui gudiya hi the hum!
Par, Afsoos.
bananewale ne is gudiya k sine mai dil dalkar bhej diya!!
Title: Gidiye ke seene me dil || sad 2 lines
Ankho ankho me || love hindi shayari
Dil tadapta hai nazre preshan hai
Ek haseen ajnabi hamsafar ke liye❤
Aankho aankho me jane wo kya kah gya
Chain ab tak nahi lamha bhar ke liye🍁
दिल तड़पता है नज़रें परेशान है
एक हसीन अजनबी हमसफ़र के लिए❤
आंखों आंखों में जाने वो क्या कह गया
चैन अब तक नहीं लम्हा भर के लिए🍁
