Skip to content

koee rooh ka talabagaar || True Shayari searching for love

koee rooh ka talabagaar mile to ham bhee mahobbat kar le,
yahaan dil to bahut milate hai, bas koee dil se nahin milata…

कोई रूह का तलबगार मिले तो हम भी महोब्बत कर ले,
यहाँ दिल तो बहुत मिलते है, बस कोई दिल से नहीं मिलता…

Title: koee rooh ka talabagaar || True Shayari searching for love

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Vo haseen hai || Hindi shayari || love shayari

Vo haseen hai, vo saadgi pasand hai ❤️
Payal nahi, use kala dhaga pasand hai 💕
Pasand hai use, mujhe har baar jeetna 😊
Mujhe na khona bhi uski pasand hai 🥰
Mujhe ruthna pasand hai, use manana pasnd hai….🥀

वो हसीन है, वो सादगी पसंद है,❤️
पायल नहीं, उसे काला धागा पसंद है,💕
पसंद है उसे, मुझे हर बार जीतना,😊
मुझे ना खोना भी उसकी पसंद है,🥰
मुझे रूठना पसंद है, उसे मनाना पसंद है….🥀

Title: Vo haseen hai || Hindi shayari || love shayari


Ajeeb thi daastaan || hindi sad shayari

.       ♥️  Ajeeb  thi    daastaan ♥️

Kaise sunau Darr jo dil mein hai
Toofan se bhi zyada baatein dil mein hai
Ajeeb thi wo daastaan j
is ke khaatir saari
zindagi hum Darte darte jee gaye…….. .                 

              ………..nida………..

Title: Ajeeb thi daastaan || hindi sad shayari