Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Aap hi ki khwahish thi || door || sad Hindi shayari
Ye faisla tha tumara ya zamaane ki faramiash thi….khare utare har mod par jab jab aajmaish ki….huye jo door aapse ye bhi to aap hi ki khawahish thi🥀
ये फैसला था तुम्हारा या ज़माने की फरमाइश थी….खरे उतरे हर मोड़ पर जब जब आजमाइश की….हुए जो दूर आपसे ये भी तो आप ही की ख्वाइश थी🥀
Title: Aap hi ki khwahish thi || door || sad Hindi shayari
bewafa zuban izhar kar bethai
Kasoor toh tha hi en nigaaho ka, Joh chupke se deedar kar bethai,
Humne to khamosh rehne ki thani thi Par bewafa ye zuban izhar kar bethai.
