Skip to content

Koi kisika nhi hota || Hindi shayari

Hindi shayari || sad but true shayari || koi kisika nhi hota ....
koi kisika nhi hota ….



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Love shayari || hindi shayari

Dheere dheere raat ho rhi hai
Aankho mein yaado ki barsat ho rhi hai
Dil kehta hai ki tum pass ho 
Frr bhi milne ki aas ho rhi hai..

धीरे धीरे रात हो रही है
आंखों में यादों की बरसात हो रही है
दिल कहता है कि तुम पास हो
फिर भी मिलने की आस हो रही है..

Title: Love shayari || hindi shayari


Kuch to baat thi us chehre mein || hindi shayari

Kuch to baat thi us chehre mein
Jo sabkuch bhool gaya hun😐
Puchta hoon kisi se
Shayad apne ghar ka rasta bhool gya hun..😶😶

कुछ तो बात थी उस चेहरे में
जो सबकुछ भूल गया हूं,😐
पूछता हूं किसी से,
शायद अपने घर का रास्ता भूल गया हूं…😶

Title: Kuch to baat thi us chehre mein || hindi shayari