Skip to content

koi na milega || kabar hindi shayari

Mujhe tmhare jesa koi na milega lakin tmhe tho bhut mil jayege…….
Tm kisi ki bahoon m letoge or hm kabar m late jayege……

Title: koi na milega || kabar hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


naseebon ke khel || Juda Hindi shayari

naseebon ke khel bhee ajeeb hote hain,
pyaar mein aansoo hee naseeb hote hain,
kaun hona chaahata he apanon se juda,
par aksar bichhadate hain vo jo kareeb hote hain…

नसीबों के खेल भी अजीब होते हैं,
प्यार में आंसू ही नसीब होते हैं,
कौन होना चाहता हे अपनों से जुदा,
पर अक्सर बिछड़ते हैं वो जो करीब होते हैं…

Title: naseebon ke khel || Juda Hindi shayari


Shayari mein hunar || Urdu Ghazal or Shayari

HUM TO BAS SHAYARI MAIN IS QADAR HUNAR RAKHTE HAIN

RAKH DETE JO QADAM MEHFIL MAIN LOG APNI QALAM CHCHODH DETE HAIN

  ہم تو بس شاعری میں اس قدر ہنر رکھتے ہیں
رکھ دیتے جو قدم محفل میں لوگ اپنی قلم چھوڑ دیتے ہیں

Title: Shayari mein hunar || Urdu Ghazal or Shayari