Koi ibadat ki chah mein roya,
Koi ibadat ki rah mein roya
Ajab h namaz-e- muhabbat ka silsila,
Koi qaza kr k roya, koi adaa kr k roya….🖤
Enjoy Every Movement of life!
Koi ibadat ki chah mein roya,
Koi ibadat ki rah mein roya
Ajab h namaz-e- muhabbat ka silsila,
Koi qaza kr k roya, koi adaa kr k roya….🖤
Mujhe sukun aa jaye uske bina….
Ki saari jannat…
Yahi muyassar ho jaye…❤️
मुझे सुकून आ जाए उसके बिना….
कि सारी जन्नत…
यहीं मुयस्सर हो जाये…❤️
Aaj bhi mera naam tere naam se joda jata hai,
Har ek sache ashik ka dil aaj bhi toda jata hai 😶💔
आज भी मेरा नाम तेरे नाम से जोड़ा जाता है,
हर एक सच्चे आशिक का दिल आज भी तोड़ा जाता है😶💔