Skip to content

Kuch ankahe alfaz

Vo khti h

Vo bataye bhi to kese apne dil ka haal,

Vo khti h

Vo bataye bhi to kese apne dil ka haal,

Vo baya bhi krna chahe to kr nhi pati

Vo baya bhi krna chahe to kr nhi pati,

agr baya kr diya ke sirf ache dost nhi pyaar krte hai tumse,

agr baya kr diya ke sirf ache dost nhi pyaar krte h tumse

To Darr hai usse vo dosti bhi kho degi.

Title: Kuch ankahe alfaz

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kadar || two line shayari || true lines

Gairon ke sath rehkar jo khabar nahi karte,
Vo hmari to kya ishq ki bhi kadar nahi karte 💯

गेरो के साथ रहकर जो खबर नही करते,
वो हमारी तो क्या इश्क की भी कदर नही करते।💯

Title: Kadar || two line shayari || true lines


Talash khud ki || hindi shYari

Har roj talashti hu khud ko
Hu shayad mein bhi yahi kahi
Milu gum shayad kisi khayal mein
Khojti hu khud ko khud hi ke swaal mein 🥀

हर रोज तलाशती हू खुद को ,
हू शायद मैं भी यहीं कहीं,
मिलु गुम शायद किसी ख्याल में,
खोजती हु खुद को खुदी के सवाल में,🥀

Title: Talash khud ki || hindi shYari