Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Raaziq ka khayal hi nahi || two line shayari
Allah ko bhool gaye log fikr-e-rozi mein
Talaash rizk ki hai raziq ka khyal hi nahi💯
अल्लाह को भूल गए लोग फिक्र-ए-रोज़ी में
तलाश रिज्क की है राजिक का ख्याल ही नहीं💯
Title: Raaziq ka khayal hi nahi || two line shayari
Not believe on love || apna hi tha
Neend tooti jaise
tutta koi sapna hi tha
jise chaha hamne is kadar
dil tidha usi ne
dil tidhne wala koi aur nahi balki apna hi to tha
नींद टूटी जैसे
टूटा कोई सपना ही था ………
जिसे चाहा हमने इस कदर
दिल तोड़ा उसी ने
दिल तोड़ने वाला कोई और नहीं बल्कि अपना ही तो था
