Skip to content

Kush yaadon ko yaad karna

कुछ यादो को याद करने को संभाला हैं

तेरे खतों को जलाने को संभाला है 

जहा हैं वही रह नजर न आ

हमने अपने दिल को बड़ी मुश्किल से संभाला है 

Title: Kush yaadon ko yaad karna

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Joh Mera Hissa Woh || Tanhai

Joh Mera Hissa Woh Apne Saath Liye Phirte Hain,

Ussey Woh Apna Mukammal Jahan Karte Hain,

Yuh Toh Mujhse Mujhiko Churake Mujhe Tanha Kar Jaate Hain…

Khushnaseeb Hain Woh Jinse Woh Mera Hissa Baata Karte Hain,

Yuh Toh Phir Mukammal Apna Jahan Karte Hain,

Ki Mujhse Mujhiko Chukrake Mujhe Tanha Kar Jaate Hain…

Tanhai Ke Iss Daur Mein Kaun Kiska Hissa Sahi ?

Mohabbat Ki Justaju Mein, Kabhi Raanjha Roya Kabhi Heer Kahi,

Dard-E-Ashique Ka Ghut Pi, Dobara Mohabbat Karne Chale,

Dobara Iss Raah Mein Khudko Barbaad Karne Chale…

Title: Joh Mera Hissa Woh || Tanhai


Pyar tere dil mein bhi aayega || beautiful hindi shayari || Whatsapp video Shayari

deewanapan, hindi shayari, love shayari:

Har dafa tera hi khayal rehta hai
Ik din tu mera ho jayega dekh lena..!!
Tu yaha b jayega jis jis jgah pe
Vo har jgah pe muje payega dekh lena..!!
Dekh kar mera beshumar ishq
Ikk din pyar tere dil mein bhi aayega dekh lena..!!
Mojud hogi mein b Teri har sans mein ik din
Deewanapan tu bhi apna dikhayega dekh lena..!!

हर दफ़ा तेरा ही ख्याल रहता है
एक दिन तू मेरा हो जाएगा देख लेना..!!
तू यहाँ भी जाएगा जिस जिस जगह पे
वो हर जगह पे मुझे पाएगा देख लेना..!!
देख कर मेरा बेशुमार इश्क़
एक दिन प्यार तेरे दिल में भी आएगा देख लेना..!!
मौजूद होगी मैं भी तेरी हर साँस में एक दिन
दीवानापन तू भी अपना दिखाएगा देख लेना..!!

Title: Pyar tere dil mein bhi aayega || beautiful hindi shayari || Whatsapp video Shayari