#Kuware Hum Hai
#Tension Logon Ko Hai
Enjoy Every Movement of life!
#Kuware Hum Hai
#Tension Logon Ko Hai
Bahut gurur ta humein bhi jo wo hamare saath hua karte.
Aj jab hum Akele hue khud ki gururiyat aj hum bhi rote hai.
Hmne har dukh ko mohabbat ki aziyat samjha
Hm koi tum the jo tumse shikayat krte
Ki mohabbat to siyasat ka chalan chhod diya
Hm agar ishq n krte to hukumat krte🙌
हमने हर दुख को मोहोब्बत की अज़ीयत समझा
हम कोई तुम थे जो तुमसे शिकायत करते
कि मोहोब्बत तो सियासत का चलन छोड़ दिया
हम अगर इश्क़ न करते तो हुकूमत करते🙌