Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dard e DIL || Achchi lagti hai
Dard e dil me bekharari achchi lagti hai
Dosti me intezari achchi lagti hai
Tum kaho na hum kahen ge hall e dil ko ab
Nazron ki ye raaz dari achchi lagti hai
Two line shayari || hindi shayari
Jo yaad hai tumhe woh suna tha tumne,
Agar padhte to hume samjh bhi na pate…🙌
जो याद है तुम्हे वो सुना था तुमने
अगर पढ़ते तो हमें समझ भी न पाते…🙌

