Skip to content

lafzo ko kya samjhenge || sad but true || Hindi shayari

Sad but true || jawab to har baat ka diya ja sakta hai magar.... jo humein na samajh paye vo lafzo ko kya samjhenge 🥀
jawab to har baat ka diya ja sakta hai magar…. jo humein na samajh paye vo lafzo ko kya samjhenge 🥀



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nikalta chand || Shayari hindi

Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…

Title: Nikalta chand || Shayari hindi


Hindi shayari || love || sacha pyar shayari

Aapke ishq ka ailaan bne baithe hain
Hum fakiri mein bhi sultaan bane bethe hain
Mein apni pehchaan btaun to btaun kaise
Jab ke hum khud teri pehchaan bane bethe hain ❤

आपके “इश्क़” का ऐलान बने बैठे हैं,
हम फ़क़ीरी में भी सुल्तान बने बैठे हैं,
मैं अपनी पहचान बताऊँ तो बताऊँ कैसे,
जबकि हम ख़ुद तेरी पहचान बने बैठे हैं।❤

Title: Hindi shayari || love || sacha pyar shayari