Skip to content

Laga nahi tha iss duniya mai aana padega || Hindi shayari

Laga nahi tha iss duniya mai aana padega
Kuch paane k liye kuch khona padega
Manzil ek hone k bavajud rasta alag lena padega
Har ek sapne ki kimat kuch dekar chukana padega
Hum nahi jante aage hamare sath kya hoga
Bas aapka pyar saat samundar par le jayega💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖

Title: Laga nahi tha iss duniya mai aana padega || Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


choom kar kafan mein || Maut and bewafa status

choom kar kafan mein lipaten mere chehare ko.. usane tadap ke kaha,
naye kapade kya pahan lie… hamen dekhate bhi nahin..

चूम कर कफ़न में लिपटें मेरे चेहरे को.. उसने तड़प के कहा,
नए कपड़े क्या पहन लिए… हमें देखते भी नहीं..

Title: choom kar kafan mein || Maut and bewafa status


Teri yaad mein || two line hindi shayari

Teri hi yaad mein guzar jati hai..💫
Jise log raat kehte hain 🍻

तेरी ही याद में गुज़र जाती है💫
जिसे लोग रात कहते हैं🍻

Title: Teri yaad mein || two line hindi shayari