Ek samay tha jab samay na hokr bhi tum meri raah takti thi,
aur ab wo pal hai jab tum samay rakh kr bhi bas mujhe taalti ho.
Enjoy Every Movement of life!
Ek samay tha jab samay na hokr bhi tum meri raah takti thi,
aur ab wo pal hai jab tum samay rakh kr bhi bas mujhe taalti ho.
Thokar sahi, chaahe jaan nikle raahi me, bas
manzil wo ho jo garoor bankar saath chale
ठोकर सही, चाहे जान निकले राहों में, बस,
मंज़िल वो हो जो गुरूर बनकर साथ चले...
Baat dil mein reh gayi
Dard Sine mein hi reh gaya
Tum toh ho gye kisi or ke
Mein toh akela hi reh gaya
~ ਤੁਸ਼ਾਰ❤🩹