Skip to content

Life is too short || true lines

Life is too short

Enjoy your life without any worry

Because once time goes never come again💯

Title: Life is too short || true lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mere liye duayein || Hindi shayari

Aaj khak ho jau to koi baat nahi
Mere apne mere liye duayein mangte hain…🙌

आज ख़ाक हो जाऊ तो कोई बात नहीं,
मेरे अपने मेरे लिए बस दुआएं मांगते हैं…🙌

Title: Mere liye duayein || Hindi shayari


Tere lyi hi zinda rehna chahti hu aur tere liye hi marna

Mere jeene ki wajah bhi tum ho,.
Mere marne ki wajah bhi tum ho,.
Jeena chahti hun toh sirf tumare saath,
marna chahti hun ton sirf tumare liye,.
Eh khuda … Mujhe mere jeene ki wajah de doo warna maut de doo,
kyunki jeena chahti hun toh sirf uske liye,.
Kisi hor ka khayal bhi aana mere dil ke bas mein nhi,.
Tere liye hi zinda rehna chahte hai aur tere liye hi marna chahte hai,

Title: Tere lyi hi zinda rehna chahti hu aur tere liye hi marna