Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Koi aschi si sazaa do mujhe || dard bhari shayari
Koi Achhi Si Saza Do Muje,
Chalo Aisa Karo Rula Do Mujhe,
Dil Dukhaya Ho To Maut Aa Jaye Mujhe,
Dil Ki Gehrai Se Ye Dua Do Mujhe…
कोई अच्छी सी सज़ा दो मुझे,
चलो ऐसा करो रुला दो मुझे,
दिल दुखाया हो तो मौत आ जाए
मुझे,
दिल की गहराई से ये दुआ दो मुझे…
Title: Koi aschi si sazaa do mujhe || dard bhari shayari
Mukammal zindagi ke mayine || hindi shayari
Ye lakire ye nasib ye kismat,
Sab fareb ke aayine hain,
Hathon mein tera hath hone se hi,
Mukammal zindagi ke mayine hain❤️
ये लकीरें ये नसीब ये किस्मत,
सब फ़रेब के आईने हैं,
हाथों में तेरा हाथ होने से ही,
मुकम्मल ज़िन्दगी के मायने हैं।❤




