“I have discovered in life that there are ways of getting almost anywhere you want to go, if you really want to go.”
“I have discovered in life that there are ways of getting almost anywhere you want to go, if you really want to go.”
Ki zindagi ke bare mai sochna bhi ek alag andaaz hai😊
Takdir mai hame vo he milta hai🙏
Jo upper Wale ne likha hota hai❤️
कि जिंदगी के बारे में सोचना भी एक अलग अंदाज हैं😊
तकदीर मे हमे वो ही मिलता है🙏
जो उपर वाले ने लिखा होता हैं❤️
Agar betiyan naseeb se to Bete bhi duaaon ke saath aate hai apni aashaon ko rakh kar alag pehle faraz nibhate hai Bete se pita tak ka kirdaar vo bakhubi nibhaye fir bhi kabhi bura pati to kabhi beta bura kehlaye parivaar ka bhar kandho par liye chlata hai kamyaab hote hote na jaane kitni baar fislata hai roye to kamjor na roye to pathar dil do tarfa samaaj me jeena hai mushkil man me zimmedari ka bhoj chehre par muskaan hai ladka hona bhi khan itna aasan hai….ladka hona bhi khan itna aasan hai💙