Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tujhe chaahu me itna || hindi shayari for love

pyaar ka dariya ban jaye
or mai sochu tujhe itna ki tu
mere jeene ka jariya ban jaye
arey lakho logo me bhi
dhoonde sirf tujhe yeh meri aankhe
eh khuda mera kuch aisa nazraiya ban jaaye
khaamosh rah… tanaha || Alone sad love hindi status
khaamosh rah… tanaha baith… yaad kar us ko,
toone ishq kia hai…. gunaah chhota nahin hai tera…
खामोश रह… तनहा बैठ… याद कर उस को,
तूने इश्क़ किआ है…. गुनाह छोटा नहीं है तेरा…
