Love can make you do things that you never thought possible
Love can make you do things that you never thought possible
Kuch is kadar peechhe reh gayi hu zindagi ke is safar me ki
Waqt aage badh gaya hai or log bhi…
कुछ इस कदर पीछे रह गई हूँ ज़िन्दगी के इस सफ़र में कि
वक़्त आगे बढ़ गया हैं और लोग भी।।
Nigahe nasheeli ghata zulf kaali ye dil-kash adaa rab khair kare
Ye Sawan ka mosam or qatil haseena magar he khafa rab khair kare.
Adaye bhi qatil nigahe bhi qatil ye zulfe bhi qatil pukare Jo wo to sadaye bhi qatil!
Saja siyaah jode me qatil hamara kare bas kare rab khair kare