Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
LIFE KA FUNDA
CHAL PADE HEY IS RAHO ME KOI DUNDH NA PAYE,
AAYE AISI MOT K KOI RO NA PAAYE,
INTZAR ME BAITHE THEY K AAJ KA DIN GUJAR JAAYE,
KYA PATA MARNE KE BAAD KIS JANAM ME CHALE JAAYE.
Title: LIFE KA FUNDA
Jo ishq karta hai | true lines || hindi shayari
Mila hai husn to is husn ki hifazat kar
Sambhal kr chal tujhe sara jahaan dekhta hai
Kaneez ho koi ya koi shahzadi ho
Jo ishq krta hai kab khandaan dekhta hai🙌
मिला है हुस्न तो इस हुस्न की हिफाज़त कर
संभल कर चल तुझे सारा ज़हान देखता है
कनीज़ हो कोई या कोई शहज़ादी हो
जो इश्क़ करता है कब खानदान देखता है🙌
