Dheere dheere raat ho rhi hai
Aankho mein yaado ki barsat ho rhi hai
Dil kehta hai ki tum pass ho
Frr bhi milne ki aas ho rhi hai..
धीरे धीरे रात हो रही है
आंखों में यादों की बरसात हो रही है
दिल कहता है कि तुम पास हो
फिर भी मिलने की आस हो रही है..
Dheere dheere raat ho rhi hai
Aankho mein yaado ki barsat ho rhi hai
Dil kehta hai ki tum pass ho
Frr bhi milne ki aas ho rhi hai..
धीरे धीरे रात हो रही है
आंखों में यादों की बरसात हो रही है
दिल कहता है कि तुम पास हो
फिर भी मिलने की आस हो रही है..
khula asmaan dekha
Dher saare sitaro ke sath
Ek sundar sa Chand dekha …
To ishi baat pe 2 line..
A sitare tu kis baat pr guroor krta h …
A sitare tu kis baat pr guroor krta h …
Tu jis Chand ke hone pe guroor krta h usme bhi daag hai …
Or kya kha mere pass kuch nhi …..
Arre bhul mt….
Mere pass bhi ek sundar sa Chand hai ….
Mera Chand deedar krata nhi …apni sundarta dikhata nhi ….
Verna uske samne Tera Chand kyaa…fikha pura jahan ( duniya) hai …
Mere pass bhi ek sundar sa Chand hai…
Hamne to pyar bhi itni siddhat se kiya tha unko,
Ki vo mashoor hai aaj saare jamane me,
Or hum lage hai unke diye ghaow mitane me..
Tera_Rohit…✍🏻