Skip to content

Ma or tu || hindi shayari love

Zindagi kya hai ?
Manna pucha tha Tuna kaha
Teri meri kahani
Yaad hai na
Tunna kaha tha ma hu raza tu
Tu teri Rani
zindagi kya hai ?

Muja lagta hai ja baraff🧊
Ma hu ik tukda iska
Tu chla gaya bann ka pani
Jo firr sa aya ga or duhrea ga
Vo he purani kahani
Chla jaya ga firr bnn ka pani
Yahi masla chala ga sari umar
Jab tk marr na jaya ge Rani
Ma hu baraff tu hai pani

Title: Ma or tu || hindi shayari love

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khwaab shayari hindi

Wo ek Shaks mere Khwaab mein kya aane laga,

Har roz raat sone ka bas mujhe intezaar hone laga.

Use apni zindagi banane ki koshish mein lag gaye the hum,

Wo khwaab aisa toota ke use bhool jane ki dua mangne laga.

Title: Khwaab shayari hindi


Tu royega || hindi shayari || sad but true

Sad hindi shayari