Skip to content

Maa-baap || life shayari hindi

किसी के पास सब कुछ हो,
तो जलती है दुनियाँ,
किसी के पास कुछ ना हो,
तो हँसती है दुनियाँ,
लेकिन मेरे पास तो मेरे माँ-बाप है,
जिसके लिए तरसती है दुनियाँ! 

Kisi ke paas sab kuchh ho,
to jalti hai duniyan,
kisi ke paas kuchh na ho,
to hansti hai duniyan,
lekin mere paas to mere maa-baap hai,
jisake lie tarsti hai duniyan!

Title: Maa-baap || life shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Aaoge Jab Hamari Kabar Par || Kabar sad hindi shayari

Aaj Hamari Baaton Ka Jawab Nahi Dete Na Do,
Aaoge Jab Hamari Kabar Par Hum Bhi Aisa Hi Karenge!

Title: Aaoge Jab Hamari Kabar Par || Kabar sad hindi shayari


Kabhi haqeeqat || Dard

Kabhi haqeeqat ka aisa saaeya padhta hai
jo parshaai ki tarah hamaare saath rehta hai

कभी हकिकत का ऐसा साया पड़ता है।
जो परछाई की तरह हमारे साथ रहता है।

Title: Kabhi haqeeqat || Dard