Skip to content

Maalum hota hai..💔🖤

Nikalta chand sabko pasand aata hai

Doobta suraj kaun dekhna chahta hai..💔

Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai🤲

Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…💔🖤

Title: Maalum hota hai..💔🖤

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Rakh honsla || motivation shayari

रख हौसला वो मंजर भी आएगा
      प्यासे के पास चलकर समंदर भी आएगा
      थक कर ना बैठ ए मंजिल के मुसाफिर
      मंजिल भी मिलेगी मिलने का मजा भी आएगा

Title: Rakh honsla || motivation shayari


Thoda hi mila humein|| sad hindi shayari

Vo dekh kar bhi nazarandaaz karte
Par koi na gila humein
Ishq ho ya nafrat
Sab thoda hi mila humein💔

वो देख कर भी नजरंदाज करते
पर कोई न गिला हमे
ईश्क हो या नफरत
सब थोड़ा ही मिला हमे💔

Title: Thoda hi mila humein|| sad hindi shayari