Skip to content

Mai kahi mar na jau || beautiful hindi shayari

Yun fasle na badha marz aur ilaz ke bich 
Mai kahi mar na jau kal aur aaj ke bich🍁

यूँ फ़ासले न बढ़ा मर्ज और इलाज के बीच
मैं कहीं मर न जाऊं कल और आज के बीच🍁

Title: Mai kahi mar na jau || beautiful hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


TAALASH || thaam rakha hai

izteraab me h zindagi meri..
Ab toh dard me hi araam rakha h…
Tu ab bhi nhi bikhra modassir tere rab ne tujhe thaam rakha h !!!

Title: TAALASH || thaam rakha hai


Tadap || hindi shayari || sad shayari

Mei apni tadap kuch yun bayan karti hu ki
hum yaha aapse baat karne ko marr rahe hain
aur aap  gumshuda hokar kahin beparwah bethe honge💔💔💔

मैं अपनी तड़प कुछ यूँ बयान करती हूँ
हम यहाँ आपसे बात करने को मर रहे हैं
और आप गुमशुदा होकर कहीं बेपरवाह बैठे होंगे💔💔💔

Title: Tadap || hindi shayari || sad shayari